Skip to main content

Sapne bhi jo apne hai unhe pure karne ka zimma bhi apna hai

Chale aaj apne sapno ki baate karte hai

Yu toh sapne sabhi dekhte hai par unhe pura kar pana sab k bas ki baate nahi hoti

Ya ye kahe sab sapne dekhte hai par use pura karne me kahi kami ho jati hai,

Sapno ko pura karna ho toh puare mann se uske liye apne aap ko jhok do,

Ji haa sapne toh pure tabhi hote jab aap use pura karne me puri ji jaan lga do,

Kabhi kabhi insan ko apne sapne pure karne k liye kisi saathi  ki bhi jarurat hoti hai,

Ji ha ladke ya ladki ho use ek jiwan saathi ki jarurat hoti hai warna akela toh koi sapne pura nahi kar sakta hai,

Kya aap aapne sapno ko pura karne k liye koi sakt kadam uthaye hai ?

Aaj kal log sapne bhi aise dekhte hai jo sahi ya galat hote haiunhe khud nahi pta hota ji haa mai aaj kal youth ki baat kar raha hu jo apne sahi raste e bhatak jaate hai or aisa kadam utha lete hai jo sabko taklifo k siwa or kuch nahi deta,

Sahi raasta dikhane wala koi nahi hota aaj kal jiske wajah se sab bhatak jaate hai ,

 Hume khud k bachcho k khushiyo k liye kahi pe apne purane soch ko badlna padega,

Ji haan sapne insan tabhi sahi dekhta hai jab uske mata pita use sahi shikcha de,

Par kahi kahi mata pita hi apne shiksha pe sawal karte hai kyu k unka ahankara or ghamad bich me aata hai ji haan kuch baate aisi bhi hoti jo samjh k kuch log k wajah se apne hi apno k sapno ko rokte hai,

Sahi galat ka pehchan koi nahi kar sakta hai hume bas apne karmo pe yakin karna chahiye bas kabhi ye lage k aap is soch se pareshan hai k aapka faisla sahih ai yaa galat to ek baar aap ye soch le k aap ek doh rahe pe hai,

Jise aap bas upar waale pe chhod de or apne karmo ko karte jaaye bas uasme sab ka bhala ho kuch,

Faisle aise hote hai jo aap apne khushiyo k liye lete hai par usme apne logo ki sehmati nahi hoti or wo samay k saath fir aapko apna mante hai,

 

END Session 1.

Comments

Popular posts from this blog

Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu

Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Khud ki kiye huye galtiyo pe dusro ko humesha bolta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Nadaniya khud kar k bhi Manta nahi tha mai isliye aaj itna tanha rehta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Mafiya bhi mangu bhi kin kin galtiyo ki jab aksar mai hi galtiya karta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Tanhayon se baate karta hu sab k saath hoke bhi akela rehta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Rishto ki kimat unke na hone pe hi samjh aati hai jab Jude rehte hai tab toh bure lagte hai jab Tut jate hai toh dur hone se bure lagte hai, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu, Dor toh wapas utni majbut na hogi ab janab magar isi aas me mai ab apni saase jodta hu, Tute huye dor ka ab resha resha jodta hu......!!!   ek shayar tera bhi,,!

life k kuch aise pal jinhe bhulna mumkin nahi shadi

Ji ha chaliye hum aaj kal k shadiyo k liye kuch likhte hai   Shadi kya hai bas do logo ko ek bandhan me bandhna, Shadi kya hai pariwar ko aage badhane ki siddhi hai, Koi ye kabhi kyu nahi sochta jo log us rishte me ek dusre ka haanth pakadte hai kya wo log khush hai Waise aaj kal toh log shadi tabhi karte hai jab aapas me ek dusre ko samjh lete hai, Kar wida apne ghar ko wo chali jaati hai dusre ghar me, Ladki ka haanth tham ke apne ghar lata hai wo badi zimewariyo se, Shadi ka bandhan hai ye jise nibhana hota hai badi aan baan shan se, Koi nai duniya me khud ko dhalne me lga rehta hai toh koi apni aadat to ko badalne me lga rehta hai, Rishte ki ye door bohot majbut bhi hoti hai or bohot kamjor bhi ise todna jitna mushkil hota hai utna hi aasan bhi hota hai, Bas apne jiwan saathi k saath aap kis tarah ka wehwar karte hai uspe nirbhar karta hai, Zindagi jine k liye jina aana chahiye kabhi ruthna toh kabhi manana aana chahiye, Haan shadi hone k baad jab do log e

TUJHE AKSAR JAB YAAD KARTA HU

Mai ghar k kisi kone me jakar baitha hua tha akela,  meri khali suni baahe bas tere garam aihsas ko yaad karti rehti hai,  teri aadat mujhe itni hai kisi nashe ki bhi jarurat nahi hoti mujhe,  tere pyar ka hi ye dil bas bhuka hai,  khoya rahu sab khuch bhul k tere aankho me fir kya koi taklif or dard hai mere jine me,  love you you mera bacha bas yuhi mujh me samaye rehna,  mere saaso me or mere dhadkan me yuhi dhadkte rehna,  mera haanth zindagi bhar bas yuhi thame reh na,  jo kabhi socha bhi dur jaane ka tumne mujhse toh soch lena,  bina dil k koi ji nahi sakta.....!!!  ️